

NA BAATEN RAHTI HAI
KAHNE KO
Log kahte hain ki mere aankhon ke
aansoo paani ke bulbule hain
Dar se sar na hilaate hain log jaan
jayenge wo tere gulgule hain
Koi dekh bhi nahin sakta hai mere in
pyare aansuwoon ko
Dar hai kahin tere aankhon mein na aa
jaaye hamare aansoo jo
Un rang bhari aankho mein ab lahoo ke
haya kelten hain
Jayse do jahar ke pyaalon mein koi kaja
khelten hain
Sabhi manjilen kho gayi hain yahi kahin
meri raahon mein
Ab ham bhi na jaane chalten hain kin kin
raahon mein
Karke singaar jab nikalte hain chaman ki
sayr karne ko
Na aankh dekh sakti hai tumko na baaten
rahti hai kahne ko.