

KASTIYON KA KINAARA
NA HOGA
Roothi huyi hai meri kismet roothi huyi
hain sabhi sadaayen
Ab main is dard E dil ka sahi haal kisi ko
kayse sunaayen
Jigar bahut jakhmi hua tha tera antim
haal ko dekh kar
Rab dekhta raha teri tarah mera bhi
khana kharaab kar
Socha tha tere nigahon mein jhaank ke
dil ki kahani kah dunga
Jab tu mere budhape ki laathi hogi main
sab kuchh bata dunga
Ab na toote huye dil ko koi raahat na
chain milti hai
Sabhi sahaaron se kah do koi sahaara bhi
nahin milti hai
Ab na mujhko tere aanchal ka hawa
milega na julfon ka saya hoga
Mere is duniya ke toofaan mein kastiyon
ka kinaara na hoga.