

KAYSE KAHENGE WO
BAATEN
Jab bhi koi kadam ke aawaaz mere
kaano mein padti hai
Aysa lagta hai ki mere turbat pe hoke
meri dilwar gujarti hai
Apne fanaa ke baad ab main pahechaan
gaya hoon apne aapko
Uthegi meri bhi maiyat ayse ki bahaar
aajaayegi dil mein sabko
Main bhi mar jaawunga unke hasrat E
deedaar ke liye
Lekin jab tak jeeta hoon yeh jeena bhi hai
unhi ke liye
Milan hogi to leke bosa ham unke seene
se lipat jaayenge
Dekhne wale sab apna haanth payr
patakte rah jaayenge
Laut kar na dekenge aur na hi batayenge
gupti ki baaten
Jo baat parde ki hoti hain ham kayse
kahenge wo baaten