
DO AATMA MILGAYE
Mere khaali ghar ki deevaaron mein sheeshe
ki tasveeren hain,
Main inko tod bhi nahin sakta yeh toh yaadon
ki zanjeeren hain.
Dilwar ke chale jaane ke baad kewal unki
yaaden rah jaati hain,
Dil tadapta hai mann ghabraata hai par ham
gham sah lete hain.
Wo paas rahen ya door rahen ab mujhko koi
farq nahin padta hai,
Do aatmaa mil gaye the toh ab unke bichadne
se kya matlab hai.
@
Kitna aur dard dega bas itna bata de,
Aisa kar Maalik ab meri hasti ko mita de,
Ayse ghut ghut ke jina maut se badtar hai,
Kbhi na khule aankhe tu aysi neend sula
de.