
PREMIKA KI DUWAAYEN
In mushkil raahon mein bhi aasaan safar
lagta hai,
Yeh mere premika ki duwaawon ka asar lagta
hai.
Maine dil O jaan se unse pyaar kiya hai,
Aasmaano se bhi uunchha mera sar lagta hai.
Mere is veeraana jahan mein umr gujarti hai,
Unki tasveer saamne hai toh yeh ghar mandir
lagta hai.