

JINDA NAHIN
SAMAJHNA
Is toote huye dil mein kisi ki chaah aur
bhi badha raha hoon main
Yeh dil kah raha hai ki bahut haseen
gunah kar raha hoon main
Kyan karoon is dil mein kisi khalish ka
guzar chaahata hoon main
Chahe jayse bhi ho ab bas unka ek
nazaaraa chahta hoon main
Apni jindgi log khud banaate hain yeh
ham jaante hain
Ham to ab wo musafir hoon jisko log bhi
nahin jaante hain
Wo chalte rahte saath mere to is dil mein
ek hasrat rahti
Ab to main wo aashiq hoon jiska janaje ki
kafan nahin milti
Yeh mera dil hai doston isko koi khilona
nahin samajhna
Mujhe mere isi haalat par chor do jinda
nahin samajhna.