

AB KOI AARAAM NAHIN
HAI
Apsos is baat ki hai ki mere dil ka haal
koi poochhta nahin
Sab log ab kah rahen hain ki ab yeh meri
seerat nahin
Apne tanhayee mein hazaron baaten
aajaati hain bataane ko
Lekin na samay hai na mauka milti hai un
sab ko sunaane ko
Mere nazuk dil par jo guzar rahi hai usko
koi kya jaane
Is dard ko to ham hi jante hain ya mera
rab jaane
Wahin ham hain lekin ab meri hamdam
yahan nahi hai
Wahi dil hai mera par is dil ki pareshani
badal gai hai
Ya rab yeh mera dil hai ya koi mehmaan
saraaye mein hai
Mera gham itna badh gaya hai ki ab koi
aaraam nahin hai.