

JAANE KE BAAD
GHUTAN MEIN
Ab ham apne dukhde pe na roye to aur
kya karen
Is shareer se mera dil hi nikal gaya ab
kya karen
Na hoti hai subah na aati hai mujhko ab
neend yahan
Jab unko pukarta hoon koi aawaaz milti
nahin yahan
Apne dukh dard ke bojh uthaayi nahin
jaati hai yahan
Waysi murat aur surat firse payi nahin jati
hai yahan
Samay do sangeen gujre hain mujh par
mere sare umar mein
Unke aane ke baad chaman tha ab jaane
ke baad ghutan mein.