

AAHAT MILEY TO MERA BHALA
HOGA
Unke jaane se pahele unse gidgidda ke
kai baar kaha tha main ne
Ham ne tum ko jara hatne ko kaha tha
par duniya hi chor di tum ne
Kuchh dino se tum kahte the ki ab bahut
door chlaa nahin jataa hai
Is duniya se hi chal pade the to yeh takat
kahan se aajaataa hai
Muhn modd kar chale gaye jara dekh kar
kuchh aakhari baaten kar lete
Jinde jee marega yahan tumhara dilwar
bhi ye bhi to soch lete
Ab kya jaane kab kahan aur kayse
tumhara deedar ho naseeb mujhe
Ham to yahin phir rahen hain firaak mein
tumhare kyun chor gaye ho mujhe
Intzaar ki ghadiyan chali ja rahi hai
aajaawogi to sukoon hoga
Pal pal main tumhari rah dekhta hoon
aahat miley to mera bhala hoga.