

Jab Main Marunga Kabhi
Ham hanste rahe apne jindgi mein apni
mohabbat par naaz tha
Jindgi jab charan seem ape pahuchi to
dekha ye dil nasaaz tha
Mere narazgi ka sabab matt poochho
yaro dil pe chot lagti hai
Jigar mein narazgi aajaati hai jab dil pe
bijli girti hai
Dene wale ne khushi de kar sab kuchh
chhin li ye badkismati thi
Mere mehbooba ko ham se juda kiya yeh
meri bad kismati thi
Mujhe rone se fursat mili to mujhe unki
yaadon ne khoob sataya
Jitney aansoo bahaya unke liye ye dil ne
kisi se na bataya
Ye judai ko sahan kar lunga unko
badnaam nahin karunga kabhi
Ye to jahir hai ki unse mulakat hogi jab
main marunga kabhi