

NA HAMAARA YAAR JUDA
HOTA
Na jaane kitne aawaaz di hamne tumko phir
waapas aane ke liye
Na tum hi aayee na tumhaari parchhyin ham to
tanhaa hi rah liye
Maanaa ki tum ab door ho par phir bhi mere
kareeb hi rahtee ho
Apne baahon mein jakade rahunga chaahe tum
jahaan bhi rahtee ho
Tumhaare badale mein agar saari duniya
miljaaye to swikaar nahin ho
Kareeb chale aajaayenge tumhaare jab bhi
tumhaara farmaan ho
Kudrat ne hamko juda kar diya warna hamaara
saath amar hota
Ham na kabhi apne waadon se firte na
hamaara yaar juda hota
Lakhan ki Saroj sada uske saath rahti yeh aman
chain ka sansaar hota
Jeewan bhar ham ek dooje ke saath rahte
jindgi bhar bada anand hota.