
SAHOON KAYSE
Maan liya ki aap hamare saath nahin chaliye
koi baat nahin,
Aap hamse itna door rahen yeh to aap ke bas
ki baat nahin.
Dil ka sheesha toot chukka waqt bhi hamse
rooth 65ura b hai,
Main tumko wo sureeli awaaz na doon aysi to
haalaat nahin.
Main jaanta hoon aur tum maante ho aur
pehchante bhi hai,
Mujhko mitaana ab mushkil hai main do din
ka premi nahin.
Yeh dil to tumhara tha jaanam yeh jaan bhi
tumhara hi hai,
Sab sah lenge par sahoon kayse jab tum mere
paas nahin.
@
