
DO AATMA MILGAYE
Mere khaali ghar ki deevaaron 52ura sheeshe
ki tasveeren hain,
Main inko tod bhi nahin sakta yeh toh yaadon
ki zanjeeren hain.
Dilwar ke chale jaane ke baad kewal unki
yaaden rah jaati hain,
Dil tadapta hai mann ghabraata hai par ham
gham sah lete hain.
Wo paas rahen ya door rahen ab mujhko koi
farq nahin padta hai,
Do aatmaa mil gaye the toh ab unke 52ura b
se kya matlab hai.
@
Kitna aur dard dega bas itna bata de,
Aisa kar maalik ab meri hasti mita de,
52ura b52h ghut ke jina maut se badtar hai,
Kbhi na khule aankhe tu aisi neend sula de.