
Jindagi Mein Tufaan
Wo jo jeewan bhar mere kareeb thi ek din
mudd kar guzar gayi,
Kuchh khaas aysa hua ki meri sari jindgi ek
dam badal gayi.
Ab to mujhe dukh ke sagar mein doobne ki
tamanna bhi na rah gayi,
Tufaan anek aaten hain jindgi mein jo aman
chain thi wo bhi chali gayi.
@
Hakikat Na Hota
Us din ye mera dil bechaaraa agar tumhare
liye roya nahin hota,
Agar hamne bhi tumhare liye apne aankhon
ko bhigoya nahin hota.
To jamana hamare pyaar ko badnaam karta
yeh bahut bura hota,
Main apne ghamon ko chhipa leta to yeh mera
hakikat na hota.
@