
AB YAHI SAHI HOTA
Rula diya apne shaayari se Galib aysa bhi
hota
Ham to apni hi raag rachtey agar mera yaar
hota
Yeh na thi hamari kismet ke mera yaar mere
saath hota
Jitney din ab jeetey bas mera yahin pe
intazaar hota
Unke sabhi waadon pe jeetey rahete yahi sach
hota
Khushi se mar jaatey agar unka aytbaar na
hota
Unke teer E neem ka jakham jo laga wo kaysa
hota
Dard aur bhi badh jaata agar jigar ke paar
hota
Ab kis se kahoon ki yeh gham sahan nahi
hota
Main bhi unke saath hi mar jaata agar aysa
hota
Jinda hoon ya mar gaya is ka kuchh pata toh
hota
Jab mera bhi janaza utatha aur mera bhi
mazaar hota
Ab kuchh bhi bayaan karoon uska matlab
nahi hota
Unko ham paygambar samajhte agar unka
waapasi hota
Jinda rahna padega unki yaadon se hi sukoon
hota
Jab phir milenge unse toh mera jigar bhi
thanda hota
Dharti pe rah Lakhan ya sagar mein doob
kuchh na hota
Unki intazaar mein apne din gujaar le ab yahi
sahi hota.
@
Describe what you're looking for in as much detail as you'd like.
Our AI reads your request and finds the best matching books for you.
Popular searches:
Join 2 million readers and get unlimited free ebooks